Dosto mene ek Blog banaya tha aur uspar kafi
hardwork bhi kiya jispar Google search engine se organic traffice bhi
bohat jayda aaraha tha mene ache se design bhi kiya About us, Contact me,
privacy policy and terms and condition ke page bhi create kiye aur popular post
other feature bhi add kiye but ek choti see galti kardi jiski wazah se mera
Adsense disapprovel hogya aur dobara ab namumkin sa hogya hai. me chahta hu wo
galtiya koi aur newbie blogger nhi kre bohat dukh hua tha mujhe.
freind hum baat karenge 4 poin ki jisme aap puri tarah se Adsense setting our apne account controk krlonge
2. Adsense account kaise cancel kre bina opetion ke
3. Could not save earning setting क्या है
4. You already have an Adsense account को कैसे ठीक करे
Dosto koi bhi kaam start karne se pahle uski puri tehqeeq yani Research kro achi se samajhne ke baad hi us kaam me hanth dalo yeh ek success key hai parantu ham mese bohat se log ese hai jo bina samjhe ya thik thak basic knowladge ke through bade se bade kam me hanth dal dete hai aur anubhav nhi hone ke karan aur gyan ke kode hone ke karan apna sara kam aur time west ho jata hai our hame interest hi khatam ho jata hai. is tarah se hamara career bhi khatam ho sakta hai. isliye meri advice hai Adsense apply karne aur blogging me apna career banane ke liye sab se pahle Adsense aur blogging ki puri jankari hasil kre iske bad hi is field me enter kre warna time aur career west ho sakta hai.
We're working on setting you up kya hai our ise kaise thik kre

Adsense Account kaise Cancel kare bina Adsense ke Setting opetion kiye hue

ab is par click karne baad agli window me aapko Setting our Address ka opetion milega waha par click kre sabse pahle Address change kre our ya Adsense account cancel ke liye Setting par click kre. Setting par click karne ke bad niche close payment profile ka opetion hoga us par click kre
Close payment profile par click karne ke baad 1 min me hi mail ke through massage aayega aapka Adsense cancel hogya hai.
Counld Not earning Setting kya hia kaise thik kre
dosto ghabrane ki jarurat nhi hai ye sirf ek massage hai jab tak aapka Adsense account full approvel nhi ho jata ya aap ke adsense account ke madhyam se ads shew nhi ho jati ye nhi hatega our jab full approvel mil jata hai ya setting apne aap sahi ho jati hai to apne aap ye band ho jayega.
You already have an Adsense account ko kaise thik kre
dosto is massage ne mujhe bohat pareshan kiya hai. agar aapne ek blog ya website ka 2 Adsense account apply kia hai to yah massage aayega nischit raho aap ek account cancel kardenge to thik ho jayega.
0 comments:
Post a Comment