ब्रह्मांड (Universe) और धरती (Earth) की उम्र Age का राज़ I कुरान (Book of Allah) और विज्ञान (Science) की रोशनी में

Holy Quran ek Authentic book hai jo Apni baat ka Scientific proof rakhti hai but Holy Quran Science ki book nhi balqe kaha ja sakta hai ye Sign ( निशानीयो  ) ki kitab hai Allah sub'hanahu ta'ala ne apni mukaddas kitab Quran mazeed furqaan hameed me aj se 1400 saal pehle jo inqeshaf kiye wo jadeed Science ki Roshny me Sahih sabit hue, lekin Quran Apni sadaqat (sachchaee) ki tasdiq ke liye Science ki mohtaaj nhi. 





Puri Kaynaat  ब्रह्मांड (Universe) और धरती (Earth) 6 Din Me Allah ne Banaye  hai Quran our Science ki Roshny me



Quranic Scientific inkeshaf Sahih sabit ho chuka Allah ne Apni mukaddas kitab Quran mazeed me farmaya ye kaynat ब्रह्मांड (Universe) failrahi hai aj ki jadeed Science is baat ki tasdeeq karti hai, jis speed se kaynaat ब्रह्मांड (Universe) failrahi hai agar usi speed se piche jaye to is kaynaat ki Age ka sahih calculation hosakta hai chunache Science calculation ke hisab se our Quran ki Roshny me hum janenge is pure ब्रह्मांड (Universe) our धरती (Earth) की उम्र Age kitni hai. 



ब्रह्मांड (Universe) ki Age 13.772 billion years by Science


Sciene ke Anusaar Universe ki age 13-772 billion years hai our Earth ki age lagbhag 4-543 billion years btayee ja rahi hia. Quran ek Sing yani nishaniyo ki kitab hai jisme Allah ne gour our fikar ki dawat di taaki insaan in par Research kar ke falah paye  our khuda ki kudarat ko herat o mehvar se jan sake. agar universe ithni badi jiska abhi taq ham ant nhi jan sake wo khuda jisne ye kaynaat banaee hogi wo kitna bada shakti shali hoga. Allahu Akbar Allah is great



 धरती (Earth) ki Age 4.543 billion years by Science


Quran me Allah ne Beshumar makamat par Universe, Solar System Suraj our chand our tamam ka apne mehvar me gardish karna our Din our Raat ka aana  ye sab Allah ki nishani aayat hai , chunache Allah ne Age of Universe ke muttaleeq 3 mukhtalife makamat par Quran me irshaad farmaya hai.


Quran me Allah ajh-wa-zal ne farmaya :-

इसमें तो कोई शक ही नही की तुम्हारा परवरदिगार वही अल्लाह है जिसने सारे आसमान (ब्रह्मांड, Universe) और ज़मीन  (धरती, Earth) को छे: 6 दिन में बनाया फिर उसने अर्श को बुलंद किया 

Isme to koi shak hi nhi ki Tumhara parvardigar wahi Allah hai Jisne sare Aasmaan (universe) our zameen (earth) ko 6 din me banaya our phir usne arsh ko buland kiya
(Surah No. 10 Aayat No. 4)

Note :- कुरान के विद्दान अनुसार अस-समां  यानि आसमान से मुराद पूरी कायनात ब्रह्मांड (Universe) है और दिन से मुराद उम्र (Age) है क्यूंकि अल्लाह ने हमारा planet Earth के इंसानों से उनके दिन के हिसाब से बात की है . Aulama ke nazdeek Quran me As-sama se yani Aaasmaan se murad puri (Universe) hai, aur din se murad Age yani umar hai Kyunki Allah ne ham insaano ke liye banaee gayee प्रथ्वी Earth me uske time ke Anusaar baat ki hai.

Allah ne puri kaynaat  ko 6 din ke andar Banaya usme se hamari zameen (earth) ko 2 din me takhliq kiya yani zameen ko 2 din me Banaya Allah ne chunache Allah sub'hanahu ta'ala ka irshad hota hai

आप कह दीजिये ! तुम उस अल्लाह का इंकार करते हो  जिसने ज़मीन को दो दिन में बनाया
Aap kah dijiye ! tum us Allah ka inkar karte ho Jisne zameen ko do din me banaya
( Surah No. 41 Aayat No. 9)

puri kaynaat (ब्रह्मांड, Universe) jisme tamam sayyare planet, sitare, Galaxy our hamari dharti Earth bi shameel hai wo 6 din me banayee gayee hai our usme se 2 din hamari Earth(1) zameen ko Allah ne apni kudrat e kamla se banaya  Quran ke Nazdeeq 6 din zameen our aasaman mese hamari dharti Earth k0 banane me 1/3 time sarf hua for example

Note :- (1) Earth ke sath beshumar Planet ko bhi 2 din ke andar banaye gaye dekhiye Age of Earth google ki pic


Age of  Universe by Quran    :  6 day                                          
Age of Universe by Science   : 13.772 billion years

Age of Earth by Quran          :  2 day                                                       
Age of Earth by Sciece         :  4.543 billion years

Quran ke nazdeeq 6 din me universe our usme 2 din Earth ko banaya

maths :- Age of Earth 2  days (6 se 2 ki taqseem)  = 2  maslan Universe ka ek tihaee hissa hai Earth Maslan 6 days ka ek  hissa hai Earth  6/2 =  2+2+2 = 6 

Science ke nazdeeq 13.772 billion years our usme se Earth ki Age hai 4.543

Maths :- Age of Earth 4.543 billion year  (Age of universe 13.772 se Age of Earth 4.543 ki taqseem)  = 13.629 maslan Universe ka ek hisaa hai Earth maslan 13.772 billion years ka ek tihaee hissa hai Earth 13.772/4.543  4.543+4.543+4.543 = 13.629   


Solar System in the light of Quran and Science Hindi-urdu

Note : Quran ek ilhami kitab hai Allah rabbul aalmeen ne Islam ke aakhri Pegambar Rahmatul lil aalmeen, Sarware kaynaat huzur Muhammad swallallahu alaiy wasallam par nazeel ki hai jo  1400 saal se jayd harf ba harf wahi hai jo kayamat taq change nhi hoga our Science ki Research change hoti rahti hai Quran haq hai puri Universe ke parvardigar ki our se nazil kia hua imam ul kalam hai Science par Quran ko tarjeeh denge our Quran hi haq par hai our sahih hai.
Share:

0 comments:

Post a Comment